Nusrat Fateh Ali Khan – Mere Rashke Qamar chords

Chords:
Transpose:
[Verse]
D CAise lehra ke tu rubaroo aa gayi
D CAise lehra ke tu rubaroo aa gayi
C D EmDhadkane betahasha tadapane lagin
C D EmDhadkane betahasha tadapane lagin
Em DTeer aisa laga dard aisa jagaa
C DTeer aisa laga dard aisa jagaa
C DChot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa!
[Chorus]
Em D CMere rashke qamar…
Em BmMere rashke qamar tune pehli nazar
C DJab nazar se milaai maza aagaya
Em BmJosh hi josh mein meri aagosh mein
C DAake tu jo samaaai mazaa aa gaya
Em CMere rashke qamar tune pehli nazar
C DJab nazar se milaai maza aagaya
EmJab nazar se milaai maza aagaya
[Instrumental] Em D C D C Em x2 [Verse]
D CRet hi ret thi mere dil mein bhari
D CRet hi ret thi mere dil mein bhari
C D EmPyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
C D EmPyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Em DAaj sehraao mein ishq ke gaaon mein
C DAaj sehraao mein ishq ke gaaon mein
C EmBaarishein ghir ke aayin mazaa aa gaya
[Chorus]
EmMere rashke qamar…
Em BmMere rashke qamar tune pehli nazar
C DJab nazar se milaai maza aa gaya)
Em BmRanjha ho gaye, hum Fana ho gaye
C DAise tu muskuraai mazaa aa gaya
EmMere rashke qamar tune pehli nazar
C D EmJab nazar se milaai maza aa gaya
C D EmJab nazar se milaai maza aa gaya
Em DBarq si gir gayi kaam hi kar gayi
Em DBarq si gir gayi kaam hi kar gayi
C D EmAag aisi lagaai mazaa aa gaya
[Instrumental] Em Bm C D Em x2 [Chorus]
Em D CMere rashke qamar…
Em BmMere rashke qamar tune pehli nazar
C DJab nazar se milaai maza aagaya
Em Djaam mein ghol kar husn ki mastiyaan,
Em Djaam mein ghol kar husn ki mastiyaan,
C Emchaandni muskuraaii maza aa gaya
Em Dchaand ke saaey mein ae mere saaqiya,
Em Dchaand ke saaey mein ae mere saaqiya,
C Emtu ne aisi pilaaii maza aa gaya
D Cnasha sheeshe mein angraaii lene laga,
C D Embazm-e-rindaan mein saaghar khanakne lage
Em Bmmaikade pe barasne lagiin mastiyaan,
C Djab ghata ghir ke chaaii maza aa gaya
D Cbehijaabana woh saamne aa gae,
C D Emaur jawaani jawaani se takra gaii
Em Bmaankh un ki lari yuun meri aankh se,
C Ddekh kar yeh laraaii maza aa gaya
D Caankh mein thi hayaa har mulaaqaat par,
C D Emsurkh aariz hue wasl ki baat par
Em Bmus ne sharma ke mere sawaalaat pe,
C Daise gardan jhukaaii maza aa gaya
D Cshaikh saahib ka eemaan mit hi gaya,
C D Emdekh kar husn-e-saaqi pighal hi gaya
Em Bmaaj se pehle ye kitne maghroor the,
C Dlut gaii paarsaaii maza aa gaya
D Cae Fana shukar hai aaj baad-e-fana,
C D Emus ne rakhli mere pyaar ki aabroo
Em Bmapne haathon se us ne meri qabar par,
C Dchaadar-e-gul charhaaii maza aa gaya
Please rate this tab:
x1.0